Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

Find the 50+ Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu, Famous Allama Shayari in Urdu, Famous Allama Iqbal Poetry for WhatsApp.

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

دنیا کی محفلوں سے اکتا گیا ہوں یا رب

کیا لطف انجمن کا جب دل ہی بجھ گیا ہو

Duniya Ki Mehfilon Se Ukta Gaya Hun Ya Rab

Kiya Latuf-e-Anjuman Ka Jab Dil Hi Nujh Gaya Ho

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

کی محمد سے وفا تو نے تو ہم تیرے ہیں

یہ جہاں چیز ہے کیا لوح و قلم تیرے ہیں

Ki Mohammad Se Wafa To Ne To Ham Tere Hain

Yah Jahan Chiz Hai Kiya Loh-o-Kalam Tere Hain

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

ڈھونڈتا پھرتا ہوں میں اقبال اپنے آپ کو

آپ ہی گویا مسافر آپ ہی منزل ہوں میں

Dhundta Phirta Hun Main Iqbal Apne Aap Ko

Aap Hi Goya Musafur Aap Hi Manzil Hun Main

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

وہ حرف راز کہ مجھ کو سکھا گیا ہے جنوں

خدا مجھے نفسِ جبرئیل دے تو کہوں

Woh Harf-e-Raaz Ke Mujhko Sikhaya Gaya Hai Junoon

Khuda Mujhe Nafs-e-Jibrael De To Kahon

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

وطن کی فکر کر ناداں مصیبت آنے والی ہے

تری بربادیوں کے مشورے ہیں آسمانوں میں

Watan Ki Fikar Kar Nadan Musibat Aane Wali Hai

Teri Barbadiyon Ke Mashvare Hain Aasmano Mein

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

وجودِ زن سے ہے تصویر کائنات میں رنگ

اسی کے ساز سے ہے زندگی کا سوز دروں

Wajud-e-Zan Se Hai Tasvir-e-Kainat Mein Rang

Usse Ke Saaz Se Hai Zindagi Ka Soz Daron

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

نہیں ہے ناامید اقبال اپنی کشت ویراں سے

ذرا نم ہو تو یہ مٹی بڑی زرخیز ہے ساقی

Nahin Hai Na-Ummid Iqbal Apni Kashti-e-Viran Se

Zara Nam Ho To Yah Matti Badi Zarkhez Hai Saki

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

نہ پوچھو مجھ سے لذت خانماں برباد رہنے کی

نشیمن سکیڑوں میں نے بنا کر پھونک ڈالے ہیں

Na Poochho Mujhse Lazat-e-Khumaa Barbaad Rahne Ki

Nasheman Saenkron Maine Bana Kar Phunk Dale Hain

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

نکل جا عقل سے آگے کہ یہ نور

چراغ راہ ہے منزل نہیں ہے

Nikal Jaa Akal Se Aage Ke Yah Noor

Chirag-e-Rah Hai Manzil Nahin Hai

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

نگہ بلند سخن دل نواز جاں پر سوز

یہی ہے رختِ سفر میرِ کاروں کے لیے

Nigah Buland Sukhan Dil Nawaz Jaan Pursuz

Yah Hai Rakht-e-Safar Mir-e-Karvan Ke Liye

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

٘میں جو سر بہ سجدہ کبھی تو زمیں سے آنے لگی صدا

ترا دل تو ہے صنم آشنا تجھے کیا ملے گا نماز میں

Main Jo Ser Ba Sajda Kabhi To Zameen Se Aane Lagi Sada

Tera Dil To Hai Sanam Aashna Tujhe Kya Milega Namaz Mein

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

نشہ پلا کے گرانا تو سب کو آتا ہے

مزا تو تب ہے کہ گرتوں کو تھام لے ساقی

Nasha Pila Ke Girana To Sab Ko Aata Hai

Maza To Tab Hai Ke Girton Ko Tham Le Saki

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

میں تجھ کو بتاتا ہوں تقدیرِ امم کیا ہے

شمشیر و سناں اول طاؤس و رباب آخر

Main Tujh Ko Batata Hun Taqdeer-e-Uhum Kiya Hai

Shamseer-o-Suna Aval Taos-o-Rabab Aakhir

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

مہینے وصل کے گھڑیوں کی صورت اڑتے جاتے ہیں

مگر گھڑیاں جدائی کی گزر جاتی ہیں مہینوں میں

Mahine Wusal Ke Ghadiyon Ki Surat Udhte Jaate Hain

Magar Ghadiyan Judai Ki Guzar Jaati Hain Mahinon Mein

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

موتی سمجھ کر شانِ کریمی نے چن لیا

قطرہ جو تھے مرے عرقِ انفعال میں

Moti Samjh Kar Shan-e-Kareemi Ne Chun Liya

Katra Jo The Mere Ark-e-Anfahal Mein

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

دل سے جو بات نکلتی ہے اثر رکھتی ہے

پر نہیں طاقت پرواز مگر رکھتی ہے

Dil Se Jo Baat Nikalti Hai Asar Rakhti Hai

Per Nahin Takat Parwaz Magar Rakhti Hai

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

دل سوز سے خالی ہے نگہ پاک نہیں ہے

پھر اس میں عجب کیا کہ تو بیباک نہیں ہے

Dil Sooz Hai Khali Hai Nigah Paak Nahin Hai

Phir Is Mein Ajab Kiya Ke To Be-Baak Nahin Hai

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے

خدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضا کیا ہے

Khudi Ko Kar Buland Itna Ke Her Taqdeer Se Pahle

Khuda Bande Se Khud Poche Bata Teri Raaza Kiya Hai

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

خودی وہ بحر ہے جس کا کوئی کنارہ نہیں

تو آب جو اسے سمجھا اگر تو چارہ نہیں

Khudi Woh Behar Hai Jis Ka Koi Kinarah Nahin

To Aab Jo Usse Samjha Agar To Chara Nahin

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

حیا نہیں ہے زمانے کی آنکھ میں باقی

خدا کرے کہ جوانی تری رہے بے داغ

Haya Nahin Hai Zamane Ki Aankh Mein Baki

Khuda Kare Ke Jawani Teri Rahe Be-Dagh

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

حرم پاک بھی اللہ بھی قرآن بھی ایک

کچھ بڑی بات تھی ہوتے جو مسلمان بھی ایک

Haram Pak Bhi Allah Bhi Quran Bhi Aik

Kuch Badi Baat Thi Hote Jo Muslaman Bhi Aik

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

جنہیں میں ڈھونڈتا تھا آسمانوں میں زمینوں میں

وہ نکلے میرے ظلمت خانۂ دل کے مکینوں میں

Jinhen Main Dhundhta Tha Aasamnon Mein Zameenon Mein

Woh Nilale Mere Zulmat Khana-e-Dil Ke Makinon Mein

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

جمہوریت اک طرز حکومت ہے کہ جس میں

بندوں کو گنا کرتے ہیں تولا نہیں کرتے

Jamhoriyat Ek Tarz-e-Hakomat Hai Ke Jis Mein

Bandon Ko Gina Karte Hain Tola Nahin Karte

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

جلال پادشاہی ہو کہ جمہوری تماشا ہو

جدا ہو دیں سیاست سے تو رہ جاتی ہے چنگیزی

Jalal Paadshahi Ho Ke Jamhori Tamasha Ho

Juda Ho Den Shiasat Se To Rah Jaati Hai Changezi

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

جب عشق سکھاتا ہے آداب خود آگاہی

کھلتے ہیں غلاموں ہر اسرا شہنشاہی

Jab Ishq Sikhata Hai Adab-e-Khud Aagahi

Khilte Hain Ghulamon Per Pur-Israr

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

تیرا امام بے حضور تیری نماز بے سرور

ایسی نماز سے گزر ایسے امام سے گزر

Tera Imaam Be-Hazoor Teri Namaz Be-Surur

Aisi Namaz Se Guzar Aise Imaam Se Guzar

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

تو نے یہ کیا غضب کیا مجھ کو بھی فاش کر دیا

میں ہی تو ایک راز تھا سینہ کائنات میں

To Ne Yah Kiya Ghazab Kiya Mujhko Bhi Faash Kar Diya

Main Hi To Aik Raaz Tha Seena-e-Kainat Mein

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

تو قادر و عادل ہے مگر تیرے جہاں میں

ہیں تلخ بہت بندۂمزدور کے اوقات

To Qadir-o-Adil Hai Magar Tere Jahan Mein

Hain Talakh Bahut Banda-e-Mazdur Ke Okat

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

تو شاہیں ہے پرواز ہے کام تیرا

ترے سامنے آسماں اور بھی ہیں

To Shaheen Hai Parwaz Hai Kam Tera

Tere Samne Aasman Aur Bhi Hain

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

تمنا درد کی پو تو کر خدمت فقیروں کی

نہیں ملتا یہ گوہر بادشاہوں کے خزینوں میں

Tamanha Dard-e-Dil Ki Ho To Kar Khidmat Fakiron Ki

Nahin Milta Yah Gohar Baadshahon Ke Khizeenon Mein

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

ترے عشق کی انتہا چاہتا ہوں

مری سادگی دیکھ کیا چاہتا ہوں

Tere Ishq Ki Intaha Chahata Hun

Meri Sadgi Dekh Kiya Chahata Hun

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

ترے آزاد بندوں کی نہ یہ دنیا نہ وہ دنیا

یہاں مرنے کی پابندی وہاں جینے کی پابندی

Tere Azaad Bandon Ki Na Yah Duniya Na Woh Duniya

Yahan Marne Ki Pabandi Wahan Jeene Ki Pabandi

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

تجھے کتاب سے ممکن نہیں فراغ کہ تو

کتابِ خواں ہے مگر صاحب کتاب نہیں

Tujhe Kitab Se Mumkin Nahin Farogh Ke To

Kitab-e-Khoo Hai Magar Sahib-e-Kitab Nahin

Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu

پرانے ہیں یہ ستارے فلک بھی فرسودہ

جہاں وہ چاہیے مجھ کو کہ ہوا بھی خیز

Purane Hain Yah Sitare Falak Bhi Fusurda

Jahan Woh Chiye Mujh Ko Hua Bhi Kheez

Poetry

پاس تھا ناکامی صیاد کا اے ہم صفیر

ورنہ میں اور اڑ کے آتا ایک دانے کے لیے

Paas Tha Na-Kaami-e-Shiyaad Ka Aye Ham Safeer

Warna Main Aur Odh Aata Aik Daane Ke Liye

Poetry

بے خطر کود پڑا آتش نمرود میں عشق

عقل ہے محو تماشائے لب بام ابھی

Be-Khatar Kood Pada Aatish Namrod Mein Ishq

Akal Mahv Hai Tamsha-e-Lab Bam Abhi

Poetry

بھری بزم میں راز کی بات کہہ دی

بڑا بے ادب ہوں سزا چاہتا ہوں

Bhari Bazam Mein Raaz Ki Baat Kah Dali

Bada Be-Adab Hun Saza Chahata Hun

Poetry

بتوں سے تجھ کو امیدیں خدا سے نو میدی

مجھے بتا تو سہی اور کافری کیا ہے

Baton Se Tujhko umiden Khuda Se No-Meedi

Mujhe Bata To Sahi Aur Kafri Kya Hai

Poetry

باطل سے دینے والے اے آسماں نہیں ہم

سو بار کر چکا ہے تو امتحاں میرا

Batil Se Deene Wale Aye Aasman Nahin Hum

Soo Baar Kar Chuka Hai To Imtihan Mera

Poetry

اندازِ بیاں گرچہ بہت سوخ نہیں ہے

شاید کہ اتر جائے ترے دل میں میری بات

Andaz-e-Bayan Garche Bahut Shokh Nahin Hai

Shayad Ke Utar Jaaye Tere Dil Mein Meri Baat

Poetry

اگر ہنگامہ ہائے شوق سے ہے لامکاں خالی

خفا کس کی ہے یا رب لامکاں تیرا ہے یا میرا

Agar Hangama Haye Shauk Se Hai La-Makan Khali

Khafa Kis Ki Hai Ya Rab La-Makan Tera Hai Ya Mera Hai

Poetry

اسے صبح ازل انکار کی جرات ہوئی کیونکر

مجھے معلوم کیا وہ رازواں تیرا ہے یا میرا

Usse Sobah Azal Inkaar Ki Jurat Hui Kyon Kar

Mujhe Maloom Kiya Woh Raaz-Waan Tera Hai Ya Mera

Poetry

اچھا ہے دل کے ساتھ رہے پاسبان عقل

لیکن کبھی کبھی اسے تنہا بھی چھوڑ دے

Achcha Hai Dil Ke Sath Rahe Pasaban-e-Akal

Lekin Kabhi Kabhi Usse Tanha Bhi Chodd De

Poetry

اپنے من میں ڈوب کر پا جا سراخِ زندگی

تو اگر میرا نہیں بنتا نہ بن اپنا تو بن

Apne Mann Mein Doob Kar Paa Ja Shurak-e-Zindagi

To Agar Mera Nahin Banta To Na Ban Apna To Ban

Poetry

آنکھ جو کچھ کہتی ہے لب پہ آسکتا نہیں

محو حیرت ہوں کہ دنیا کیا سے کیا ہو جائے گی

Aankh Jo Kuch Kahti Hai Lab Pe Aa Sakta Nahin

Mahv-e-Hairat Hun Ke Duniya Kiya Se Kiya Ho Jaaye Gi

Poetry

ہے یاد مجھے نکتۂ سلمان خوش آہنگ

دنیا نہیں مردان جفا کش کے لیے تنگ

Hai Yaad Mujhe Nukhta-e-Salma Khush Aahang

Duniya Nahin Mardan Jafa Khash Ke Liye Tang

Poetry

یہ دیر کہن کیا ہے انبار خس و خاشا

مشکل ہے گزر اس میں بے نالۂ آتش ناک

Yah Der Kahen Kiya Hai Anbaar Khis-o-Khasa

Mushkil Hai Guzar Mein Be-Nala-e-Aatish-e-Khaak

Poetry

ہوا نہ زور سے اس کے کوئی گریباں چاک

اگرچہ مفربیوں کا جنوں بھی تھا چالاک

Hua Na Zoor Se Iske Koi Gireban Chaak

Agarche Mafribon Ka Junoon Bhi Tha Chalaak

Thanks for visiting the website. Hope you like the Poetry.

Dasht-e-Tanhai

Scroll to Top