Hamen Be-Hosh Kar Saqi Pila Bhi Kuchh Nahin Humko

Hi Guys! Today I’m very excited to post a Ghazal Hamen Be-Hosh Kar Saqi Pila Bhi Kuchh Nahin Humko with Images. For more please visit Dasht-e-Tanhai.

Ghazal

ہمیں بے ہوش کر ساقی پلا بھی کچھ نہیں ہم کو

کر کچھ بھی نہیں ہم کو سہلا بھی کچھ نہیں ہم کو

محبت نے دیا ہے سب محبت نے لیا ہے سب

ملا بھی کچھ نہیں ہم کو گلا بھی کچھ نہیں ہم کو

کہ وہ مجھے مار کر خوش ہے کہ سارا راج اس پر ہے

یقیناً کل ہے میرا آج بے شک آج اس پر ہے

اسے ضد تھی جھکاؤ سر تبھی دستار بخشوں گا

میں اپنا سر بچا لایا محل اور تاج اس پر ہے

نہ پانے کی خوشی ہے کچھ نہ کھونے کا ہی کچھ غم ہے

یہ دولت اور شہرت صرف کچھ زخموں کا مرہم ہے

عجب سی کشمکش ہے روز جینے روز مرنے میں

مکمل زندگی تو ہے مگر پوری سے کچھ کم ہے

Hamen Be-Hosh Kar Saqi Pila Bhi Kuchh Nahin Humko

Ghazal

Hamen Be-Hosh Kar Saqi Pila Bhi Kuchh Nahin Humko

Kar Kuchh Bhi Nahin Humko Sahlaa Bhi Kuchh Nahin Humko

Mohabbat Ne Diya Hai Sab Mohabbat Ne Liya Hai Sab

Mila Bhi Kuchh Nahin Humko Gila Bhi Kuchh Nahin Humko

Ke Mujhe Vah Maar Kar Khush Hai Ke Sara Raaz Us Per Hai

Yakinan Kal Hai Mera Aaj Beshak Aaj Us Per Hai

Use Zid Thi Jhukao Sar Tabhi Dastar Bakhshon Ga

Main Apna Sar Bacha Laya Mahal Aur Taj Us Per Hai

Na Pane Ki Khushi Hai Kuchh Na Khone Ka Hi Kuchh Gham Hai

Yah Dulat Aur Shohrat Sirf Kuchh Zakhmon Ka Marham Hai

Ajab Si Kashmakash Hai Roze Jeene Rooz Marne Mein

Mukammal Zindagi To Hai Magar Puri Se Kuchh Kam Hai

Thanks for visiting the Website. Hope you like the Ghazal(Hamen Be-Hosh Kar Saqi Pila Bhi Kuchh Nahin Humko).

Dasht-e-Tanhai

Scroll to Top